Is section me aapko Bhartiya samvidhan ke question answer hindi me milenge. Ye sab Samvidhan online test k format me hain. Inko aap free attempt kar sakte hain aur apni knowledge ko check kr sakte hain.
Jaisa ki aap sabhi jaante hi hain ki Bharitya Samvidhan se questions jyadatar exams me puche jaate hain. Agr UPSC IAS aur State PCS level k exams ki baat kren to Indian Polity se kaafi questions aate hain. Uske alawa state police exams me bhi Bhartiya samvidhan k kaafi questions aate hain. Isliye is section ko sahi se taiyar krna bahut jaruri hai.
Aap niche diye gaye test attempt krk apni knowledge check kr sakte hain. Uske alawa aap humari poori भारतीय राजव्यवस्था (Indian Polity) ki test series join kr sakte hain. Jisme humne chpaterwise poora syllabus cover kiya hai Hindi aur English dono me. भारतीय राजव्यवस्था टेस्ट सीरीज की अधिक जानकारी के लिए यहाँ क्लिक करें




